35
views
views
Happy Birthday Shah Rukh Khan: His charisma, style, acting, personality and, above everything, his dialogue delivery truly make him the Baadshah of Bollywood
HAPPY BIRTHDAY SHAH RUKH KHAN: We can’t keep calm! It is Shah Rukh Khan’s birthday. The very talented, charming and dashing actor is among the few prominent stars of Bollywood who don’t need much introduction across the world. He is one of the most celebrated actors in the Hindi film industry, with an enormous fan following.
His charisma, style, acting, personality and, above everything, his dialogue delivery truly make him the Baadshah of Bollywood. And to mark King Khan’s birthday, we have curated a list of his widely-popular dialogues from his films.
- “Kabhi kabhi jeetne ke liye kuch harna padta hai. Aur haar kar jeetne waale ko Baazigar kehte hai.” —Baazigar (1993).
- “Agar yeh tujhe pyaar karti hai to ye palat ke dekhegi. Palat – palat!” —Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995).
- “Bade bade deshon mein aisi choti choti baatein hoti rehti hain… Senorita!!” —Dilwale Dulhania Le Jayenge (1995).
- “Hum ek baar jeete hai, ek baar marte hai, shaadi bhi ek baar hoti hai aur pyaar bhi ek baar hota hai.” —-Kuch Kuch Hota Hai (1998).
- “Pyaar dosti hai. Agar woh meri sabse achi dost nahi ban sakti toh main usse kabhi pyaar kar hi nahi sakta. Kyunki dosti bina toh pyaar hota hi nahi.” —-Kuch Kuch Hota Hai (1998).
- “Main aaj bhi usse utni hi mohabbat karta hoon aur isliye nahi ki koi aur nahi mili par isliye ki usse mohabbat karne se fursat hi nahi milti.” —- Mohabbatein (2000).
- “Zindagi mein kuch banna ho, kuch haasil karna ho, kuch jeetna ho toh hamesha apne dil ki suno. Aur agar dil se bhi koi jawaab na aye, to apni aankhen band karke apni maa aur baba ka naam lo. Phir dekhna, har manzil paar kar jaoge, har mushkil asan ho jaegi. Jeet tumhari hogi. Sirf tumhari.” —- Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
- “Babuji ne kaha gaon chhod do, sab ne kaha Paro ko chhod do, Paro ne kaha sharab chhod do, aaj tumne keh diya haweli chhod do, ek din aayega jab woh kahenge, duniya hi chhod do.” —- Devdas (2002)
- “Sachi mohabbat zindagi main sirf ek baar hoti hai aur jab hoti hai, toh koi bhagwan ya khuda usse nakamayab nahi hone deta.” —- Veer-Zara (2004)
- “Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai, ki har zarre ne mujhe tumse milane ki saazish ki hai. Kehte hain agar kisi cheez ko dil se chaaho to puri kayanat usey tumse milane ki koshish main lag jaati hai.” —- Om Shanti Om (2007).
It wouldn’t be wrong to say that the King of Romance, SRK, stays in our hearts with all his dialogues and emotions associated with them.
Read all the Latest Movies News here
Comments
0 comment